Adsense

Saturday 28 June 2014

Lyrics of Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan | Zaroori Tha (Rahat Fateh Ali Khan) Song | Zaroori Tha HD Full Video Song [2014]

Zaroori Tha (Rahat Fateh Ali Khan) Song | Zaroori Tha HD Full Video Song [2014]

Song lyrics of Zaroori Tha Song from the new album 'Back 2 Love' of Rahat Fateh Ali Khan. This song is sung by Rahat fateh ali khan saab, lyrics written by Khalil-ur-Rehman Qamar, music given by Sahir Ali Bagga. This song is featuring Gauhar Khan, Kushal Tandon in this new album of rahat saab.  

Lyrics of Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan (Back 2 Love)



Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat mera jalaaya hoga
Tune jab phool, kitaabon se nikaale honge
Dene waala bhi tujhe yaad to aaya hoga


Numerous words must have clung to your feet,
When you burnt the last letter of mine..
When you removed flowers from books,
You must have remembered the one who gave, too..

Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono tabah pe arzoo karte
Magar phir arzoo'on ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha


It was necessary for the river of your eyes to come down...
The love was necessary, and the separation was necessary too.
It was necessary that we both had lots of wishes...
But then the falling off of the wishes was necessary too...
It was necessary for the river of your eyes to come down..

Batao yaad hai tumko woh jab dil ko churaya tha
Churayi cheez ko tumne khuda ka ghar banaya tha


Tell me do you remember when you stole my heart...
And you made the stolen thing the house of God...

Woh jab kehte the mera naam tum tasveer mein padhte ho
Mohabbat ki na maano toh daga karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai woh baatein thi mehz baatein
Kahin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha


When you used to say that you say my name while praying
And are afraid of the prayers of love..
Those talks were just talks
And somewhere, it was necessary
T drift away from those talks

Wahin hai sooratein apni, wahin main hoon wahin tum ho
Magar khoya huya hoon main, magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat mein daga ki thi jo kaafir the so kaafir hain
Mili hai manzilein phir bhi musaafir the, musaafir hain


We have the same faces, it's the same me and the same you.
But I am lost, and you're lost somewhere too.
I had ditched in love, so I was unbeliever, and so I still am.
I have found my destinations, and still I am a traveller as I was.

Tere dil k nikaale hum kahaan bhatke, kahaan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya bhatakna bhi zaroori thi
Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono tabah pe arzoo karte
Magar phir arzoo-on ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha....


Removed from your heart, where I wandered and where I reached
But when I wandered, I realized that it was necessary to wander too.
The love was necessary, and the separation was necessary too.
It was necessary that we both had lots of wishes...
But then the falling off of the wishes was necessary too...
It was necessary for the river of your eyes to come down..

Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono tabah pe arzoo karte
Magar phir arzoo'on ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha.. !!!


Watch Video



4 comments:

  1. It is really a good song and music is very nice and there is another beautiful song of Rahat Fateh Ali Khan check out
    http://www.alldesilyrics.com/zindagi-ae-zindagi-lyrics-rahat-fateh-ali-khan-maatr/

    ReplyDelete
  2. this is really great to find meaning of all songs at one platform

    ReplyDelete
  3. this is really great www.tuneslyrics.com

    ReplyDelete

Popular Posts

Recent Posts

Categories

Unordered List

Text Widget

Blog Archive

Labels

Contact

Name

Email *

Message *

Text Widget

Recent news

About Us

Text Widget

Social

Gadgets

Technology

Advertise Here

Blogroll New

Latest Stories

Menu :

Photography

Business

Sports

My name is Bob Smith, but people call me Smithy. Here is my home page: http://filmimasala2013.blogspot.in/. I live in Albuquerque, NM and work as an engineer at ACME Corp. My friends: Darryl, Edna