Adsense

Wednesday 1 May 2013

KAISE BATAUN LYRICS - 3G Song by KK


Kaise Bataaoon / Kaise Bataun Lyrics from 3G by KK. This is a lovely melodious song composed Mithoon and beautifully sung by KK & actress Sonal Chauhan herself.

Song: Kaise Bataaoon
Film: 3G: A Killer Connection
Singers: KK, Sonal Chauhan
Lyrics/Music: Mithoon
Music Label: Eros International
Cast: Neil Nitin Mukesh, Sonal Chauhan
Release Date: 15th March 2013

Kaise Bataoon Tujhe lyrics

Kaise bataaun tujhe ki dil mera kya keh raha
Rahe na faasle ye jo hai apne darmiyaan

Ho...
Kaise bataaun tujhe ki dil mera kya keh raha
Rahe naa faasle ye jo hai apne darmiyaan

Tere qareeb main ho sakoon
De de tu apni razaa
Paas bithaaun ye zulf sanwaroon
Aur baahon mein le loon tujhe main
Hai dil ki ye khwaahish
Ki sun le guzaarish
Aur de de tu khud ko mujhe

Ho ho...

Tujh se mohabbat hui
Hai meri hai bas ye khata
Tujh se main door rahoon
Yeh mujh ko gawaara kahaan
Main tere saath mein hi rahoon
Chhodo ye saara jahaan

Paas bithaaun ye zulf sanwaroon
Aur baahon mein le loon tujhe main
Hai dil ki ye khwaahish
Ki sun le guzaarish
Aur de de tu khud ko mujhe woh ho ho...

Ho ho...

Ho ho wo ho... Ho ho wo...
Teri adaaon mein doob loon
Doob loon main tujhi mein
Ho jaaun tere itne qareeb
Ki main dikhoon ab tujhi mein

Paas bithaoon ye zulf sawaaroon
Aur baahon mein le loon tujhe main
Hai dil ki ye khwaahish ki sun le guzaarish
Aur de de tu khud ko mujhe
Ho ho...
Full Audio Track:





0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Recent Posts

Categories

Unordered List

Text Widget

Blog Archive

Labels

Contact

Name

Email *

Message *

Text Widget

Recent news

About Us

Text Widget

Social

Gadgets

Technology

Advertise Here

Blogroll New

Latest Stories

Menu :

Photography

Business

Sports

My name is Bob Smith, but people call me Smithy. Here is my home page: http://filmimasala2013.blogspot.in/. I live in Albuquerque, NM and work as an engineer at ACME Corp. My friends: Darryl, Edna